naatUncategorized

Mere Mehboob Mere Mustafa – Full Naat Lyrics

“Mere Mehboob Mere Mustafa” is a deeply emotional and spiritually uplifting naat dedicated to the Prophet Muhammad ﷺ. Its soft rhythm and heartfelt poetry express pure love, devotion, and longing for the beloved Messenger. This naat is cherished for its soothing melody and powerful message of faith.

Mere Mehboob Mere Mustafa Lyrics

mustafa ya mustafa… mustafa ya mustafa
mustafa ya mustafa… mustafa ya mustafa
saara aalam keh utha marhaba sad marhaba
aaye mere mustafa marhaba sad marhaba
badshah-e-do jahan tumsa koi hai kahaan
assalaam aye jaane jaan…
khoob badla hai zamaana mustafa kya aa gaye
har jagah aamad ka charcha mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha
aaye mere mustafa marhaba sad marhaba
kharach karta hi rahunga mehfil-e-milaad par
jhooli mein hai unka sadqa mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha
de rahe hain ambiya saare mubaarak-badiyaan
eesa ta aadam ka naara mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha
kya bigadenge mera toofaan ki tugaiyyaan
main nahi hoon besahaara mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha
main gulaame mustafa hoon marte marte bolunga
aakhir ye hoga kalma mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha
aaj bhi sab hain ujaagar mustafa ke saaye mein
tan gaya hai shaamiyaaana mustafa kya aa gaye
mustafa ya mustafa saara aalam keh utha

About This Naat

This naat reflects the beauty, mercy, and light of the Prophet ﷺ. It is often recited in Mehfil-e-Naat, gatherings, and special Islamic events because of its calming and spiritually enriching lyrics.

Listen to Mere Mehboob Mere Mustafa

Frequently Asked Questions

Who recited this naat famous?

Several well-known naat khawans have recited it beautifully in their unique voices.

Why is this naat so popular?

Because of its emotional poetry and its deep expression of love for the Prophet ﷺ.

Is it suitable for Mehfil or events?

Yes — it is frequently performed at spiritual gatherings and Milad celebrations.

What makes this naat special?

The softness of the melody and the heartfelt devotion expressed in its lines make it unforgettable.

Can beginners recite this naat?

Yes, the flow is gentle and easy, making it ideal for new reciters as well.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button