
“Mera Dil Badal De” is a beautiful Hamd asking Allah to purify the heart and transform the soul, evoking deep spirituality and devotion.
Mera Dil Badal De Lyrics
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Hawa-O-Hirs Wala
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Khudaya Fazl Farmaa
Dil Badal De
Khudaya Fazl Farmaa
Dil Badal De
Badal De Dil Ki Duniya
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Gunah Gaari Main Kab Tak
Umr Kaatoon
Gunah Gaari Main Kab Tak
Umr Kaatoon
Badal De Mera Rasta
Dil Badal De
Sunoon Main Naam Tera
Dhadkanon Main
Sunoon Main Naam Tera
Dhadkanon Main
Maza Aajaye Maula
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Hataaloon Aankh Apni
Maa Siwa Se
Hataaloon Aankh Apni
Maa Siwa Se
Jiyoon Mein Teri Khatir
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Karoon Qurbaan Apni
Saari Khushiyaan
Karoon Qurbaan Apni
Saari Khushiyaan
Tu Apna Gham Ata Kar
Dil Badal De
Sehal Farmaa Musalsal
Yaad Apni
Sehal Farmaa Musalsal
Yaad Apni
Khudaya Reham Farmaa
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Mera Dil Badal De
Pada Hoon Tere Dar Pe
Dil Shikasta
Pada Hoon Tere Dar Pe
Dil Shikasta
Rahoon Kyun Dil Shikasta
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Tera Ho Jaoon Itni
Arzoo Hai
Tera Ho Jaoon Itni
Arzoo Hai
Bas Itni Hai Tamanna
Dil Badal De
Meri Faryaad Sunle
Mere Maula
Meri Faryaad Sunle
Mere Maula
Banale Apna Banda
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Dil E Maghmoom Ko
Masroor Kar De
Dil E Maghmoom Ko
Masroor Kar De
Dil E Be-Noor Ko
Pur Noor Karde
Mera Zaahir Sanwar Jaaye Ilahi
Mera Zaahir Sanwar Jaaye Ilahi
Mere Batin Ki Zulmat
Door Karde
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Mai’e Wehdat Pila
Makhmoor Karde
Mai’e Wehdat Pila
Makhmoor Karde
Mohabbat Ke Nashe Mein
Choor Karde
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
Mera Ghaflat Mein Dooba
Dil Badal De
About This Hamd
This Hamd inspires believers to seek inner transformation, guidance, and closeness to Allah.
Listen to Mera Dil Badal De
Frequently Asked Questions
Who composed this Hamd?
The poet and singer details vary; multiple versions exist.
What is the main theme?
Purification of heart, devotion, and seeking Allah’s guidance.
Is it suitable for Mehfil gatherings?
Yes, it is often recited in spiritual events.
Can it be recited daily?
Yes, it encourages personal reflection and spiritual growth.



