
“Yeh Nabi Salam Alaika” is a devotional Urdu naat offering salutations and peace upon the Prophet ﷺ, reflecting immense love and respect.
Yeh Nabi Salam Alaika Lyrics
Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasul Salaam Alaika
Ya Habib Salaam Alaika
Salawatullaah Alaika
Aye Mere Maula Ke Pyare
Noor Ki Aankhon Ke Taare
Ab Kise Syed Pukare
Hum Tumhare Tum Hamare
Tala’al-badru ‘alayna
Min thaniyyat il-wada’e
Wajaba al-shukru ‘alayna
Ma da’a lillahi da’e
Rehmato Kay Taaj Wale
Do Jahan Ke Taaj Wale
Arsh Ki Meraj Wale
Ashiyon Ki Laaj Wale
Mustafa khir ul wara ho
Sarware hardosara ho
Apnay achoon ka tasaduk
Hum buroon ko bhi niba ho
Amina Bibi ka jaya
Baharwi tareekh aaya
Subhe saadiq nay sunaya
Swalawatullah alaika
Aakhari lamhay jab aa-ain
Kaash wo tashreef laa-ain
Apnay jalwon main gumaa-ain
Joom-e-kar ham gun gunaa-ain
Hashr-e-main sarkaar-e-aanaa
Mere ayb ko chupaana
Apnay rab say bakhsh
Saath-e-jannat Me bassaana
Aap ka tashreef Lana
Waqt bhi kitna suhana
Jagmaga utha zamana
Hure padhti thi tarana
Itna karam shahe umam ho
Khali rooh se jab badan ho
Aap ke shaher ka kafan ho
Aur Madine me dafan ho
Ya RasoolAllah bachalo
Hum gire hum ko sambhalo
Nare dozakh se bachalo
Apni kamli me chupalo
Sadqa do Ghousul wara ka
Sadqa do Khwaja piya ka
Sadqa do kul Auliya ka
ishq do Ahmed Raza ka
About This Naat
The naat emphasizes sending peace, blessings, and salutations upon the Prophet ﷺ as a mark of devotion and reverence.
Listen to Yeh Nabi Salam Alaika
Frequently Asked Questions
Who recited this naat famously?
Several renowned naat reciters have popularized this piece.
What is the main theme?
Sending peace and blessings upon the Prophet ﷺ.
Is this naat suitable for gatherings?
Yes, it is commonly recited in religious gatherings.
Can it be recited daily?
Yes, as an expression of love and devotion to the Prophet ﷺ.



